*…Yaad Karta Hay…*
Yaad karta hay zamana unhi insanoon ko
Rook letey hain jo bharty huwe tufanon ko
Aap hi apne tarapne ka maza lety hain
Hans k har gham ko woh sene se laga lety hain
Gham se darty huwe dekha naheen dewanoon ko
Yaad karta hay zamana unhi insanoon ko
Muskarata hay koy bharta hay aheen koi
Chal diya pheer k apnoon se nigaheen koi
reh gaya dil main daba kar koy armanoon ko
Yaad karta hay zamana unhi insanoon ko
Un ki himat pe khushi naaz kiya karti hay
Zindagi un k qadam choom liya karti hay
Jo baharoon se saja dety hain viranoon ko
Yaad karta hay zamana unhi insannon ko

You must be logged in to post a comment.